Saturday, May 15, 2010

Sapne(Dream):-

Kya hai ye sapne aur kyu dekhate hai ham sapne.sapne hote hai hamere aapne.log kahate hai ki khuli aankh(eyes) se sapne dekh raha hai.iska matlab wo nahi janta jo kahata hai par wo janta hai jo wakai me khuli aankh se sapna dekh raha hai.matalab hai ki wo un sapno ko haakikat ka rup dena chahata hai jo usne kabhi dekhe hai.sote hue to sab hi sapne dekhte hai kuch yaad rahte hai aur kuch bhool jate hai.par khuli aankho se dekhe gaye sapne kabhi nahi bhulte aur hum unhe pura karene ki koshish karte rahte hai.isliye mere dost sapne dekho khuli aankho se aur unhe pura karne ki koshish karo.sapne dekhna buri baat nahi hai par unhe pura karne ke liye koshish na karna buri baat hai.

so have a nice dream in your eyes and try to make it a shape.

Wednesday, April 7, 2010

Indian Women

Main un logo ke bare main likh raha hu jo aaj womens ko pareshan aur gandi nazar se dekhate hai.kya un logo ko ye dimag nahi hota hai ki jis tarah wo dusari ladiyo ko dekhate hai ya un paar comment karte hai.to kya unke ghar ladkiya nahi hoti hai agar hoti hai to wo ye kyu nahi sochte ki jis tarah wo aaj dusari ladkiyo ke saath is tarah ka saluk kar rahe haii kal ke din koi inke ghar ki ladjiyo ke saath bhi waisa saluk kar sakta hai.agar sab is tarah ki soc bana le to womens ka ghar se bahar nikalna hi dubhar ho jayega.




think abut it.

Tuesday, February 23, 2010

Railway Minister

Aaj main aap logo ki knowledge ke liye aaj kuch railway minister ke name..


Railway Minister
John Mathai
1947
N Gopalaswamy Ayyangar (?)
1948-1952
Lal Bahadur Shastri
1952-1956
Jagjivan Ram
1956-1962
Sardar Swaran Singh
1962
Kengal Hanumanthaiah or Ram Sew Singh(?)
1967??
C. M. Poonacha
1968
Govinda Menon Panampilly 1969
Gulzari Lal Nanda ??
1970-1971
Tonse Madhav Ananth Pai
1972-1973
Lalit Narayan Mishra
1973-1975
Kamalpati Tripathi
1975-1977
Prof. Madhu Dandavate
1977-1979
Kedar Pandey (Kamlapathi Tripathi briefly in 1980)
1980-1981
A. B. A. Ghani Khan Chowdhury
(1981?) 1982-1984
Bansi Lal
1984
Madhav Rao Scindia]
(1985?) 1984-1989
George Fernandes
1989-1990
[[Janeshwar_Mishra very short tenure MOS 1990-1991
C. K. Jaffer Sheriff
1991-1995
Suresh Kalmadi
1995-1996
Ram Vilas Paswan
1996-1998
Nitish Kumar
1998-1999
Mamata Banerjee
2000
Nitish Kumar
2001-2004
Laloo Prasad Yadav
-2004-2009
Mamata Banerjee
2009- Current

Saturday, January 30, 2010

General V/s OBC,SC,ST

Hameri government jo OBC, minority, or sc,st ke liye reservation rakhti hai mere vichar se use band kar dena chahiye.in sabhi vargo ko har kshetr mainn reservation milta hai.kya aapka dimag apke varge ke anusar milta hai ya apke pass kisi sansadhan ki kami aapke varg ko dekh kar hoti hai.kam se kam sikhsha aur jobs ke kshetr me to talant koo chuna jana chahiye na ki kisi ke liye reservation rakhna jana chahiye.aaj Genaral wale hi is karan pich ho gaye hai aur unhe khud reservation ki jarurat hai.kai to ho jo in khetro me reservation ko khatm kar ke sab ke liye ek hi paranali ka niyam lagu kare.