Wednesday, April 7, 2010

Indian Women

Main un logo ke bare main likh raha hu jo aaj womens ko pareshan aur gandi nazar se dekhate hai.kya un logo ko ye dimag nahi hota hai ki jis tarah wo dusari ladiyo ko dekhate hai ya un paar comment karte hai.to kya unke ghar ladkiya nahi hoti hai agar hoti hai to wo ye kyu nahi sochte ki jis tarah wo aaj dusari ladkiyo ke saath is tarah ka saluk kar rahe haii kal ke din koi inke ghar ki ladjiyo ke saath bhi waisa saluk kar sakta hai.agar sab is tarah ki soc bana le to womens ka ghar se bahar nikalna hi dubhar ho jayega.




think abut it.