Saturday, May 15, 2010

Sapne(Dream):-

Kya hai ye sapne aur kyu dekhate hai ham sapne.sapne hote hai hamere aapne.log kahate hai ki khuli aankh(eyes) se sapne dekh raha hai.iska matlab wo nahi janta jo kahata hai par wo janta hai jo wakai me khuli aankh se sapna dekh raha hai.matalab hai ki wo un sapno ko haakikat ka rup dena chahata hai jo usne kabhi dekhe hai.sote hue to sab hi sapne dekhte hai kuch yaad rahte hai aur kuch bhool jate hai.par khuli aankho se dekhe gaye sapne kabhi nahi bhulte aur hum unhe pura karene ki koshish karte rahte hai.isliye mere dost sapne dekho khuli aankho se aur unhe pura karne ki koshish karo.sapne dekhna buri baat nahi hai par unhe pura karne ke liye koshish na karna buri baat hai.

so have a nice dream in your eyes and try to make it a shape.